Notice: Undefined index: HTTP_ACCEPT_ENCODING in /home/jppl4xl3dfxh/public_html/configuration.php on line 8
  ਬੜੀ ਹਸੀਨ ਰਾਤ ਥੀ  :: punjabizm.com
Anything goes here..
 View Forum
 Create New Topic
 Search in Forums
  Home > Communities > Anything goes here.. > Forum > messages
Showing page 5 of 7 << First   << Prev    1  2  3  4  5  6  7  Next >>   Last >> 
Sharanpreet Kaur Randhawa
Sharanpreet
Posts: 1619
Gender: Female
Joined: 27/Oct/2011
Location: Aberdeen
View All Topics by Sharanpreet
View All Posts by Sharanpreet
 

Kijiye jab bhi sauda khraa kijiye 
Ya to MIT jayiye ya mita dijiye

Ab jafa kijiye ya vafa kijiye
Aakhri vaqt hai bas dua kijiye

Apne chehre se zulfein hata dijiye
Aur phir chand ka saamna kijiye

Har taraf fool ho fool khil jayenge
Aap aise hi hanste raha kijiye

Aap ki ye hansi jaise ghunghru baje
Aur kayamat hai kya ye bta dijiye 

Kijiye jab bhi sauda khraa kijiye 
Ya to MIT jayiye ya mita dijiye

Sung by jagjit singh
21 Aug 2012

Harpinder Mander
Harpinder
Posts: 1808
Gender: Male
Joined: 27/Feb/2011
Location: ABBOTSFORD
View All Topics by Harpinder
View All Posts by Harpinder
 
NUSRAT FATEH ALI KHAN

 

Main Khayal Hoon Kisi Aur Ka
Mein Khayal Hoon Kisi Aur Ka
Mujhe Sochta Koi Aur Hai
Sar-E-Aeenah Mera Aks Hai
Pas-E-Aeenah Koi Aur Hai
Mein Kisi Keh Dast-E-Talab Mein Hoon
To Kisi Keh Harf-E-Dua Mein Hoon
Mein Naseeb Hoon Kisi Aur Ka
Mejhe Maangta Koi Aur Hai
Ajab Aitabar-O-Bey Aitabaree
Keh Darmayan Hai Zindagi
Mein Qareeb Hoon Kisi Aur Keh
Mujhe Jaanta Koi Aur Hai
Mujhe Doston Ka Pata Nahin
Mujhey Dushmanon Ki Khabar Nahin
Meri Daastan Koi Aur Thi
Mera Waaqaya Koi Aur Hai
Jo Milen Kabhi Unhen Poochna
Dekhna Unhen Ghaur Sey
Jinhen Raastey Mein Khabar Hui
Keh Yeh Raasta Koi Aur Hai
Jo Meri Reyazat-E-Neem Shab
Ko Saleem Subh Na Mil Saki
To Is Key Mani To Yeh Hue
Keh Yahan Khuda Koi Aur Hai

Main Khayal Hoon Kisi Aur Ka

 

Mein Khayal Hoon Kisi Aur Ka

Mujhe Sochta Koi Aur Hai

Sar-E-Aeenah Mera Aks Hai

Pas-E-Aeenah Koi Aur Hai

 

Mein Kisi Keh Dast-E-Talab Mein Hoon

To Kisi Keh Harf-E-Dua Mein Hoon

Mein Naseeb Hoon Kisi Aur Ka

Mejhe Maangta Koi Aur Hai

 

Ajab Aitabar-O-Bey Aitabaree

Keh Darmayan Hai Zindagi

Mein Qareeb Hoon Kisi Aur Keh

Mujhe Jaanta Koi Aur Hai

 

Mujhe Doston Ka Pata Nahin

Mujhey Dushmanon Ki Khabar Nahin

Meri Daastan Koi Aur Thi

Mera Waaqaya Koi Aur Hai

 

Jo Milen Kabhi Unhen Poochna

Dekhna Unhen Ghaur Sey

Jinhen Raastey Mein Khabar Hui

Keh Yeh Raasta Koi Aur Hai

 

Jo Meri Reyazat-E-Neem Shab

Ko Saleem Subh Na Mil Saki

To Is Key Mani To Yeh Hue

Keh Yahan Khuda Koi Aur Hai

 

21 Aug 2012

Lakhwinder Singh
Lakhwinder
Posts: 1820
Gender: Male
Joined: 19/Dec/2009
Location: Chandigarh/Khanna
View All Topics by Lakhwinder
View All Posts by Lakhwinder
 

 

bahut sohna thread shru kita Sharan Tusi...

 

main vi jaldi post krunga is ch....

 

also thnks for all participants, keep sharing Gazal Maestro Jagjit Ji

 

 

08 Sep 2012

Sharanpreet Kaur Randhawa
Sharanpreet
Posts: 1619
Gender: Female
Joined: 27/Oct/2011
Location: Aberdeen
View All Topics by Sharanpreet
View All Posts by Sharanpreet
 

yeh sheeshe yeh sapne yeh rishte yeh daage
kisse kya khabhar hai kahan toot jayein
mohabat ke darya mein tinke wafa ke 
na jaane yeh kiss mod par doob jayein

ajab dil ki waadi, ajab dil ki basti
har ikk moud  mausam nayi khwaisho ka
lagaaye hain hum ne bhi sapnon ke paudhe
magar kya bharosaa yahaan baarishon ka

muraadon ki manzil ke sapnon mein khoye
mohabbat ki raahon pe hum chal pade they
zarra door chal kar jabh aankhein khuli to 
kaddi dhoop mein hum akele khade' they

jinhe dil se chaaha, jinhe dil se poojaa
nazar aa rahe hain wohi ajnabi se
rawaayat hai shaayad yeh sadiyon puraani
shikaayat nahin hai koyee zindagi se

 

 

Singer : Jagjit Singh

Lyrics : Sudarshan Fakir

10 Sep 2012

j singh
j
Posts: 2871
Gender: Male
Joined: 18/Nov/2011
Location: beautifull
View All Topics by j
View All Posts by j
 

ਚਿਠੀ ਨਾ ਕੋਈ ਸੰਦੇਸ਼, ਜਾਨੇ ਕੋਨਸਾ ਹੈ ਵੋਹ ਦੇਸ਼......ਜਹਾਂ ਤੁਮ ਚਲੇ ਗਏ, ਜਹਾਂ ਤੁਮ ਚਲੇ ਗਏ.........

 

we miss........jagjit singh ji.......

11 Sep 2012

Sharanpreet Kaur Randhawa
Sharanpreet
Posts: 1619
Gender: Female
Joined: 27/Oct/2011
Location: Aberdeen
View All Topics by Sharanpreet
View All Posts by Sharanpreet
 
Aapko dekhkar dekhta reh gaya
     kya kahoon aur kehne ko kya reh gaya
     unkee aankhon mein kaise chalakne laga
     mere honthon pe jo maajra reh gaya
     aise bichde sabhi raah ke mod par
     aakhri hum-safar raasta reh gaya
     soch kar aao kuye tamanna hai ye
     jaaneman jo yahan reh gaya reh gaya

Singer : Jagjit Singh
11 Sep 2012

Sharanpreet Kaur Randhawa
Sharanpreet
Posts: 1619
Gender: Female
Joined: 27/Oct/2011
Location: Aberdeen
View All Topics by Sharanpreet
View All Posts by Sharanpreet
 


nazar wo hai ke jo kauno makan ke paar ho jaaye
magar jab ruh-e-taabaN par pade bekaar ho jaaye

nazar us huSn par thahre to aakhir kis tarah thahre
kabhi jo phool ban jaaye kabhi rukhsaar ho jaaye

chala jaata hoon hansta kehlta mauj-e-hawadish se
agar aasaaniyan ho zindagi dushwaar ho jaaye

 

Singer

Jagjit Singh 

13 Sep 2012

Sharanpreet Kaur Randhawa
Sharanpreet
Posts: 1619
Gender: Female
Joined: 27/Oct/2011
Location: Aberdeen
View All Topics by Sharanpreet
View All Posts by Sharanpreet
 
Jagjit singh....

baat saaqi ki na Taali jaayegi
karke tauba toD daali jaayegi
dekh lena wo na khaali jaayegi
aah jo dil se nikaali jaayegi
gar yahi tarz-e-fugaN hai andali
to bhi gulshan se nikaali jaayegi
aate aate aayega unko khayaal
jaate jaate bekhayali jaayegi
kyoon nahiN milti gale se tegh-e-naaz
id kya ab ke bhi khaali jaayegi
10 Oct 2012

Sharanpreet Kaur Randhawa
Sharanpreet
Posts: 1619
Gender: Female
Joined: 27/Oct/2011
Location: Aberdeen
View All Topics by Sharanpreet
View All Posts by Sharanpreet
 
Bhool Jao Tamaam Baato'n Ko
In Khayalo'n Ko Mehav Kar Daalo
Ponch Lo Ashk Apne Daaman Se
Bikhray Bikhray Hain Baal Suljhaa Lo
Jao Ab Subha Hone Wali Hai

Ab Na Aansoo Bahao Jane Do
Aao Rukhsat Hon Muskurate Huey
Daagh Reh Jaye Ga Mere Dil Par
Rotay Dekha Jo Tum Ko Jaate Huey
Jao Ab Subha Hone Wali Hai

Khoon-e-Hasrat Chalak Raha Hai Aaj
Husn-e-Giryaan K Aabgeenay Se
Choom Kar Mere Sard Honton Ko
Khainch Lo Rooh Mere Seenay Se
Jao Ab Subha Hone Wali Hai

Sar Uthaao Zara Idhar Dekho
Ek Nazar Aakhiri Nazar Dekho
Shama-e-Umeed Tum Bhi Gull Kar Do
Aarzoo Maine Phoonk Daali Hai
Jao Ab Subha Hone Wali Hai. . .
14 Nov 2012

Sharanpreet Kaur Randhawa
Sharanpreet
Posts: 1619
Gender: Female
Joined: 27/Oct/2011
Location: Aberdeen
View All Topics by Sharanpreet
View All Posts by Sharanpreet
 

 

ਆਹੋੰ ਮੇਂ ਹੈ ਅਸਰ ਮਗਰ ਫ਼ਰਕ ਅਸਰ ਅਸਰ ਮੇਂ ਹੈ
ਚੈਨ ਸੇ ਸੋ ਰਹੇ ਹੈਂ ਵੋ ਦਰਦ ਯਹਾਂ ਜਿਗਰ ਮੇਂ ਹੈ 
ਦਿਲ ਕੋ ਮੇਰੇ ਲੇ ਗਿਆ ਉਸਕੀ ਤਲਾਸ਼ ਕਿਆ ਕਰੂੰ
ਜਿਸਨੇ ਚੁਰਾਇਆ ਦਿਲ ਮੇਰਾ ਵੋ ਤੋ ਮੇਰੀ ਨਜਰ ਮੇਂ ਹੈ 
ਵੋ ਹੀ ਹੈ ਰਾਤ ਵਸਲ ਕੀ ਵੋ ਹੀ ਹੈ ਰਾਤ ਹਿਜਰ ਕੀ 
ਆਏ ਹੀ ਗੀ ਸਹਿਰ ਮਗਰ ਫਰਕ ਸਹਿਰ ਸਹਿਰ ਮੇਂ ਹੈ 
ਮਸਤੀ ਤੇਰੀ ਸ਼ਰਾਬ ਕੀ ਜੈਸੇ ਹੋ ਮਯ ਗੁਲਾਬ ਕੀ 
ਸਾਂਸੋਂ ਮੇਂ ਐਸੀ ਖੁਸ਼ਬੂ ਹੈ ਜੈਸੇ ਹਿਨਾ ਅਤਰ ਕੀ ਹੈ 

ਆਹੋੰ ਮੇਂ ਹੈ ਅਸਰ ਮਗਰ ਫ਼ਰਕ ਅਸਰ ਅਸਰ ਮੇਂ ਹੈ

ਚੈਨ ਸੇ ਸੋ ਰਹੇ ਹੈਂ ਵੋ ਦਰਦ ਯਹਾਂ ਜਿਗਰ ਮੇਂ ਹੈ 

 

ਦਿਲ ਕੋ ਮੇਰੇ ਲੇ ਗਿਆ ਉਸਕੀ ਤਲਾਸ਼ ਕਿਆ ਕਰੂੰ

ਜਿਸਨੇ ਚੁਰਾਇਆ ਦਿਲ ਮੇਰਾ ਵੋ ਤੋ ਮੇਰੀ ਨਜਰ ਮੇਂ ਹੈ 

 

ਵੋ ਹੀ ਹੈ ਰਾਤ ਵਸਲ ਕੀ ਵੋ ਹੀ ਹੈ ਰਾਤ ਹਿਜਰ ਕੀ 

ਆਏ ਹੀ ਗੀ ਸਹਿਰ ਮਗਰ ਫਰਕ ਸਹਿਰ ਸਹਿਰ ਮੇਂ ਹੈ 

 

ਮਸਤੀ ਤੇਰੀ ਸ਼ਰਾਬ ਕੀ ਜੈਸੇ ਹੋ ਮਯ ਗੁਲਾਬ ਕੀ 

ਸਾਂਸੋਂ ਮੇਂ ਐਸੀ ਖੁਸ਼ਬੂ ਹੈ ਜੈਸੇ ਹਿਨਾ ਅਤਰ ਕੀ ਹੈ 

 

The poet is unknown

singer : Jagjit Singh

 

20 Nov 2012

Showing page 5 of 7 << First   << Prev    1  2  3  4  5  6  7  Next >>   Last >> 
Reply