Punjabi Poetry
 View Forum
 Create New Topic
 Search in Forums
  Home > Communities > Punjabi Poetry > Forum > messages
Showing page 2 of 2 << First   << Prev    1  2   Next >>     
Lakhwinder Singh
Lakhwinder
Posts: 1820
Gender: Male
Joined: 19/Dec/2009
Location: Chandigarh/Khanna
View All Topics by Lakhwinder
View All Posts by Lakhwinder
 
Habib JALIB

dil kii baat labon par laakar ab tak ham dukh sehte hain
ham ne sunaa thaa is bastii me dil vaale bhii rehte hain

biit gayaa saavan kaa mahiinaa mausam ne nazare.n badalii

lekin in pyaasii aaNkho.n men ab tak aaNsuu behte hain

ek hamen aavaaraa kahanaa koi baDaa ilzaam nahin

duniyaa vaale dil vaalon ko aur bahut kuc...hh kehte hain

jis kii Khaatir shahar bhii chhoDaa jis ke liye badnaam hue

aaj vahii ham se begaane begaane se rehte hain

vo jo abhii rahguzar se chaak-e-garebaan guzaraa thaa

us aavaaraa diivaane ko 'Jalib'-'Jalib' kehte hain..

10 Apr 2010

Showing page 2 of 2 << First   << Prev    1  2   Next >>     
Reply