Home > Communities > Punjabi Poetry > Forum > messages
Mein Diya Hoon Toote Mazaar Ka Sar Shaam Kisne Jala Diya Teri Berukhi ki Adaoon Ne Mujhe Zarra Zarra Bana Diya
Nai Manzilon Par Puhanch Kar Bhi Yahi Sochta Hoon Ke kis Tarah Kin Rastoon Pe Mile The Ham Kin Raston Ne Juda Kiya
Ye To Apna Apna Naseeb Hai Koi Mil Sake, Ya Na Mil Sake Na Ho Gham Zada Dil Meharbaan Phir Kya Huwa Jo Bhula Diya
Mere Hum Safar Zara Soch Ley Tere Rastoon Ka Khalus Honn Tere Samne Jo Bicha Diya
Rahey Umar Bhar Jisey Dhoondte Wo Mila To Usse Ganwa Diya
Mere Hasraton Ke Mazaar Par Mera Us Se Aik Sawaal Hai Usse Rok Kar Ye Poochoon Mein Yahan Kisne Kisko Bhula Diya......................"A"
10 Jul 2012
Dost ban kar bhi nahi sath nibhanay wala Wohi andaz hay zalim ka zamanay wala
Ab usay logg samjhtay hay giraftar mera Sakhat nadim hay mujhay damm may lanay wala
Subhadam chore gaya nighatay gull ki sorat Raat ko guncha-e-dill may simat anay wala
Kia kahain kitnay marasam they hamaray us say Wo jo ik shaks hay moou phairr kay janay wala
Teray hotay huway a jati thi sari dunia Ajj tanha hoon to koi nahi anay wala
Muntazir kiss ki hoon toti hoi dehliz pay may Kon aye ga yahan , kon hay anay wala
Kia khabar thi jo meri jaan may ghulla hay itna Hay wohi mujh ko sara-e-dar bhi lanay wala
May nay dekha hay baharoon may chaman ko jaltay Hay koi khuwab ki tabeer batanay wala
Tum takluf ko bhi ikhlase samjhte ho Faraz Dost hota nahi har hath milnay wala........................."A"

Yoy may enter 30000 more characters.
10 Jul 2012
Wo Lamhe Jo Mujhe Chuh Kar Nahi Gujre Wo Lamhe Jo Mujhe Chuh Kar Nahi Gujre, Wo Waqt Jo Meri Yadoon Mein Nahi Dhala,
Kyon Bhul Nahi Pata Mein, Kyon Reh Reh Kar Yaad Ata Hai Mujhko.
Wo Raat Jo Meri Ankhoon Mein Saji Hain, Wo Khushbu Meri Sanson Mein Basi Hain,
Kyon Badalon Si Bhar Ati Hain Kyon Bundon Si Baras Jati Hain
Wo Sawan Jo Mere Dar Par Aya Hii Nahii, Wo Barsat Jisne Kuch Barsaya Hii Nahii,
Kyon Uska Intezar Ab bhi Hain, Kyon Dil Bekrar Ab Bhi Hain
Ashayein Kyon Mit Ti Nahii, Umeede Kyon Ghat Ti Nahii,
Dhuan Dhuan Dil Kaa Jahan Hain,Mein Heraan Hoon, Fir Bhii Kyon Arman Jawan Hain,Mein Heraan Hoon.............."A"

Mane jo geet tery pyar ki khatir likhy aj in geeton ko bazar main le aya hun aj bazar main neelam uthy ga in ka tu ne jin geeton pe rakhi thi mohabat ki asass aj chandi k tarazoo main tully gi her cheez mery afqaar, meri shayari, mera ehsas......................."A"
10 Jul 2012
Dard ki dil pe hakumat thi kahan tha os waqt kab mujhy teri zarurt thi kahan tha os waqt moat k dukh main chala aya mujh dekhny zinda rehny ki museebat thi kahan tha os waqt dil ke deryon main reet hai sehraoon ki jab mujhy tujh se mohabat thi kahan tha os waqt......................"A"
10 Jul 2012
Mat kar pyar mujh se aae ajnabi sab janty hain main zamany main badnam hun tery samny zindagi pari hai guzarny k liye main to likh ker mittaya hua ik nam hun......................."A"
10 Jul 2012
Ab tujhy dekhun to mohabat nahi hoti mujhko zakham khulty hain to aziyat nahi hoti mujh ko itna badla hun tery sheher ka pani pi kar jhoot bolun to ndamat nahi hoti mujh ko ab koi aae chala jae main khush rehta hun ab kisi shakhs ki adat nahi hoti mujh ko...................."A"
10 Jul 2012
Teri talab mein jalaa daale saare aashiyaane maine,,, ab kahan rahoon main tere dil mein ghar banaane tak................"A"
16 Jul 2012
Aata hai kaun-kaun mere gum ko baantne ae-dost,,, tu meri maut ki afwaah udaake dekh......................."A"
16 Jul 2012
рдЕрдкрдиреЗ рд╣рд╛рдереЛрдВ рдХреА рд▓рдХреАрд░реЛрдВ рдореЗрдВ рдмрд╕рд╛ рд▓реЗ рдореБрдЭрдХреЛ рдореИрдВ рд╣реВрдБ рддреЗрд░рд╛ рддреЛ рдирд╕реАрдм рдЕрдкрдирд╛ рдмрдирд╛ рд▓реЗ рдореБрдЭрдХреЛред
рдореБрдЭрд╕реЗ рддреВ рдкреВрдЫрдиреЗ рдЖрдпрд╛ рд╣реИ рд╡рдлрд╝рд╛ рдХреЗ рдорд╛рдиреЗ рдпреЗ рддреЗрд░реА рд╕рд╛рджрд╛-рджрд┐рд▓реА рдорд╛рд░ рдирд╛ рдбрд╛рд▓реЗ рдореБрдЭрдХреЛред
рдЦрд╝реБрдж рдХреЛ рдореИрдВ рдмрд╛рдБрдЯ рдирд╛ рдбрд╛рд▓реВрдБ рдХрд╣реАрдВ рджрд╛рдорди-рджрд╛рдорди рдХрд░ рджрд┐рдпрд╛ рддреВрдиреЗ рдЕрдЧрд░ рдореЗрд░реЗ рд╣рд╡рд╛рд▓реЗ рдореБрдЭрдХреЛред
рдмрд╛рджрд╛рд╣ рдлрд┐рд░ рдмрд╛рджрд╛рд╣ рд╣реИ рдореИрдВ рдЬрд╝рд╣рд░ рднреА рдкреА рдЬрд╛рдКрдБ ‘рдХрд╝рддреАрд▓’ рд╢рд░реНрдд рдпреЗ рд╣реИ рдХреЛрдИ рдмрд╛рд╣реЛрдВ рдореЗрдВ рд╕рдореНрднрд╛рд▓реЗ рдореБрдЭрдХреЛред............................"A"