Aaj phirse kyun yaad aa gaya koiAaj phirse kyun rula gaya koiDubo sakey na paimano mein gumInmey bhi aab ghula gaya koiTumhare hi naam ka wasta dekarFaasla aur badhakar gaya koiAb toh maazi kay zakhm bharey na theAb kahan phir sey yeh aa gaya koiDikha kar mujhko teri hi mooratKaisi ibaadat sikha gaya koiyun uth ti hai har aahat par nigahJaise shayad kay aa gaya koiTu bhi kya yaad karega O ‘Talab' Aaj tujhko hi bhula gaya koi