Woh jante hai ki hum unke intezaar main hai
isliye shayed woh der laga rehe hai
waqt kat ta nahin unke bina hamara
yeh jante huye bhe hame sata rahe hai
na jane kya milta hai unhe hame yun sata kar
jo der se aa kar bhi woh muskara rehe hai .....sukh