Muhabbat kurk kee maine ,gireban see liya maine .
Zamane ab to khush ho jaa,zehar ye bhee pee liya maine,
Abhi zinda huu lekin ,sochta rehta huu ye har pal,
Kee abb tak kis tamana ke, sahare zee liya maine.