*" Be- rukhi se kahi baton se ittfaq rukhte hain"
Yon hi to koi kisi ko burra nahi kehta"
*" Sitaron se unhe dosti iss kadar pasand thi"
" unki dosti k liye hum sitara ban gaye"
" chand paney ki khuwaish kabhi "KARAM"
" ko bhi thi, isq main haron k liye ab sahara ban gaye"
*" Pehle ruhlaya kartey the ab jan he le baithey"
" kuch pal keh gaye umar bhar ka tasaburr bangaye"
*"E dil-e-nadan yeh tera naseeb na hai"'
tadpta hai jis k liye woh tera rekeeb hai"'
*"Kisi k ishq mein dar-b-dar bhatktey they hum"'
tuney awara keh k ek naam rakh diya"'
*Aaj woh bhi hai kisi k intzaar mein "
sukhey hai phool gulshan e-gulzar mein"
aksar hum rha kartey they unkey intzaar mein "'
mere chaand ko khwahish chaand ki kisi aur k pyaar mein"'
aksar panchi bichudtey hai jo nikley unchi udaan mein"'
kyu dosh mhajhi ko dena jo nayiaa dubi vickar mein "'
dagey baaz hai woh jo jitna chahtey hai "'
khush hai "KARAM" ajj bhi yaar se mili haar mein"'
* Dard aansuoon ki bhasha boltey hai
yu zkhamo ko na khroach"
*Na aankh mein aansu na khushiyo ki koi kimat hoti
na khuda ko kosta koi agar yaar ki ibadat hoti",
* Ab ussey roz na sochu to badan ttuttta hai dosto
ek umar ho gyi uski yaad ka nasha kartey kartey",
* Mere gum hai botal ki tarah
ek khatam to dusra tyaar hai",
* Botal na khol saaki ek sailaab ayega
hongey dard hi dard usmey jo jawab ayega
woh koun hai kya naam hai yeh swaal na kr
pehley sir ilzaam hai aur bwaal na kr",
*Agar mout ho meri saaki to hr jaam mera ho
botal ki akhri boond sang ja nikley",
*Dar-badar firtey they khuda k liye"
Hosh main aye dekha mehkhaney main they janab
har botal ne kaha mujme wo hein.
na dhoond sakey pur dena pada har botal ka hisab"