Tujhe bhi Unho ney sataya toh hogaTujhse bhi bichda koi sayaa toh hogaApne andaaz mein sunakar daastaan apniSabko has hasaa kar rulaya toh hogaMohabbat is tarah kar ke hum dono neyTahamull-e-Khuda aazmaya toh hogaTohmat -e-bewafai kyun lagi tumparKisi ka dil kabhi dukhaya toh hogaSochta hoon is bade jahan mein khuda neyKisi koh toh apna banaya toh hogaMein hoon tere nasib mein ya nahi tere haath ki lakiron mein numaya toh hogaPadh kar itni suhani ghazal aaj tujhkoIs Talab par thoda pyaar aaya toh hoga