|
|
 |
 |
 |
|
|
|
| Home > Communities > Punjabi Poetry > Forum > messages |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
samaaton ko main taa-umar kostaa Syed woh kuch na kehte magar honth to hila dete...
(samaaton=hearing power, taa-umar=life long, kosna=blame)
|
|
16 Jun 2010
|
|
|
|
|
|
|
dil to chamak sakega kya phir bhi taraash ke dekh lo sheeshagaran-e-shahar ke hath ka yeh kamaal bhi..
[taraash=chisel/polish (stone), sheeshagar=glazier/one works with glass]
|
|
16 Jun 2010
|
|
|
|
|
uski aankhon mein ik aansu saa rahoongaa umar bhar.... wo jahaan jaayegaa meraa waaqeyaa le jaayegaa !!!
|
|
19 Jun 2010
|
|
|
|
|
by Allama Iqbaal
Sitaro ke aage jahan aur bhi hai Abhi ishq ke imtihaa aur bhi hai
Tahi zindgi se nahi ye fizaaye Yahan sainkrho kaarvan aur bhi hai
kanaaát na kar Aalme -rango boo par Chaman aur bhi hai aashiya aur bhi hai
Agar kho gya ik nasheman to kya gam mkaamaate-aaho-fuggaa aur bhi hai
Tu shahi hai parwaz hai kaam tera Tere sahmne aasma aur bhi hai
Gaye din k tanha tha mai anjuman me Yahan abb mere razdaa aur bhi hai...
kanaaát (Thorhe naal santusht) mkaamaate-aaho-fugga (aah te duhaayi) Shahi(shaheen ya baaz) parwaz(urhaan)
|
|
27 Jun 2010
|
|
|
|
|
Kha ke thokar na sambhle,yeh musafir ka naseeb,
Haq ada karta toh hai raah ka pathar apna!!
|
|
17 Jul 2010
|
|
|
|
|
|
| kuch lafz hamare DILSE |
कभी बेपनाह कशिश थी मुलाकात -ए-अज़ीज़ की पर नजाकत थीवक़्त की हर वक़्त आरजू थी दीदार की बेखबर इजाजत नहीं हमें इज़हार की
|
|
31 Jul 2010
|
|
|
|
|
le de ke apne paas 'Fakat' ek nazar hee to hai, kyun dekhein zindagi ko, kisi ki nazar se hum?
|
|
05 Aug 2010
|
|
|
|
|
jan nisaar akhtar
ਜਿੰਦਗੀ ਤਨਹਾ ਸਫ਼ਰ ਕੀ ਰਾਤ ਹੈ
ਅਪਨੇ ਅਪਨੇ ਹੋਸਲੇ ਕੀ ਬਾਤ ਹੈ
ਕਿਸ ਅਕੀਦੇ ਕੀ ਦੁਹਾਈ ਦੀਜਿਏ
ਹਰ ਅਕੀਦਾ ਆਜ ਬੇ-ਓਕਾਤ ਹੈ
ਕ੍ਯਾ ਪਤਾ ਪਹੁੰਚੇੰਗੇ ਕਬ ਮੰਜਿਲ ਤਲਕ
ਘਟਤੇ ਬੜਤੇ ਫ਼ਾਸਲੋ ਕਾ ਸਾਥ ਹੈ..
ਜਿੰਦਗੀ ਤਨਹਾ ਸਫ਼ਰ ਕੀ ਰਾਤ ਹੈ
ਅਪਨੇ ਅਪਨੇ ਹੋਸਲੇ ਕੀ ਬਾਤ ਹੈ
ਕਿਸ ਅਕੀਦੇ ਕੀ ਦੁਹਾਈ ਦੀਜਿਏ
ਹਰ ਅਕੀਦਾ ਆਜ ਬੇ-ਓਕਾਤ ਹੈ
ਕ੍ਯਾ ਪਤਾ ਪਹੁੰਚੇੰਗੇ ਕਬ ਮੰਜਿਲ ਤਲਕ
ਘਟਤੇ ਬੜਤੇ ਫ਼ਾਸਲੋ ਕਾ ਸਾਥ ਹੈ..
ਅਕੀਦਾ- yakin
|
|
06 Aug 2010
|
|
|
|
|
tu shaheen hai parwaaz hai kaam tera.......... tere saamne aasman aur bhi hein..........
sitaron se aaagey jahan aur bhi hein..... abhi ishq ke imtehaan aur bhi hein..........
|
|
14 Aug 2010
|
|
|
|
|
nafrat kee aag kitne gharo'n ko jalaaey gee ek bheerh see laggee hai kafan ki dukaan par...
|
|
19 Aug 2010
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
 |
 |
 |
|
|
|
|
|
|
Copyright © 2009 - punjabizm.com & kosey chanan sathh
|