|
 |
 |
 |
|
|
Home > Communities > Punjabi Poetry > Forum > messages |
|
|
|
|
|
|
|
Kyo udas baithe ho is tara andheron mein, dukh to kam nahi hote roshni bujha dene se.
|
|
19 Feb 2010
|
|
|
|
Tanhayi ka ho gaya hu kuch is kadar aadi, apni hi maujoodgi giran guzarti hai mujhko.
|
|
19 Feb 2010
|
|
|
|
Apne hi haatho se kaat kar sarey shajar faraz, ajeeb shakhs hai saaya talaash karta hai.
|
|
19 Feb 2010
|
|
|
Azeem Shekhar |
ਔਖੇ ਨੇ ਰਾਹ ਉਮਰ ਦੇ, ਆਪਣਾ ਖਿ਼ਆਲ ਰੱਖਣਾ,
ਸਾਨੂੰ ਜੇ ਸਮਝੋਂ ਅਪਣੇ, ਸਾਨੂੰ ਵੀ ਨਾਲ ਰੱਖਣਾ.....
|
|
19 Feb 2010
|
|
|
|
Tumne hi kiya tha mohabbat ki kashti pe faraz, ab nazren na chura mujhe doobta dekh kar.
|
|
19 Feb 2010
|
|
|
|
|
Yaad aye vo guzra hua saawan mujhko, aaj phir meri aakhon ne rone ka bahana chaha.
|
|
19 Feb 2010
|
|
|
|
Kabhi toot ta nahi mere dil se teri yaad ka rishta, guftgu jis se bhi ho khyal tera hi rehta hai.
|
|
19 Feb 2010
|
|
|
|
Sukhwinder Amrit ji |
mohabat k liye kuch khaas dil makhsus hote hain yeh woh nagma hai jo har saaz pe gaya nahi jata....
|
|
19 Feb 2010
|
|
|
|
Mujhe likh kar kahin mehfoos kar lo,
Mai tumhari baaton se nikalta ja raha hoon
|
|
19 Feb 2010
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
 |
 |
 |
|
|
|
|
|
|
Copyright © 2009 - punjabizm.com & kosey chanan sathh
|