|
 |
 |
 |
|
|
Home > Communities > Punjabi Poetry > Forum > messages |
|
|
|
|
|
|
|
Tasveer mein rehti hai meri sanson ki wajah, jism hi bus zariya nahi mohabbat ke liye.
|
|
07 Feb 2010
|
|
|
|
Chehre badal ke mil rahe hain mujhe log, itna bura salook meri saadgi ke saath.
|
|
07 Feb 2010
|
|
|
|
Ehsaas tere dil ke kyo mere dil mein bas gaye, dariya na mujhse sambhal saka samandar hawale kar diya.
|
|
07 Feb 2010
|
|
|
|
Main tujhe dhoondte hue yaadon ki khuli sadko par patton ki tarah roj bikhar jata hoon.
|
|
07 Feb 2010
|
|
|
|
ਉੰਗਲੀਆਂ ਟੁੱਟ ਗਈਆਂ ਮੇਰੀਆਂ ਉਸ ਪੱਥਰ ਨੂੰ ਤਰਾਸ਼ਦੇ ਤਰਾਸ਼ਦੇ, ਜਦੋਂ ਸੂਰਤ ਬਣ ਗਈ ਮੇਰੇ ਯਾਰ ਦੀ ਤਾਂ ਉਸ ਦੇ ਖਰੀਦ-ਦਾਰ ਆ ਗਏ...
brar malke ji,,eh GURCHARAN VIRK SAHAB da likheya ae.....
|
|
07 Feb 2010
|
|
|
|
|
Fana ho jaun main tere ishq mein aise, jo mujhe dekhe use tera deedar ho jaye.
|
|
07 Feb 2010
|
|
|
|
Aaya hi tha khyal ke aankhein chalak padi, aansoo tumhari yaad ke kitne kareeb the.
|
|
07 Feb 2010
|
|
|
|
Main to samajh raha tha ke mujh par hi hai mehrban, deewar ki ye chhaaon to sooraj ke saath thi.
|
|
07 Feb 2010
|
|
|
|
Na aane dena use mere jnaje mein meri mohabbat ki tauheen hogi faraaz, main 4 logo ke kandhe pe hoon aur meri jaan paidal chale.
|
|
07 Feb 2010
|
|
|
|
Aye shama ye raat bhaari hai tujh par jis tara, maine tamaam umar guzari hai is tara
|
|
07 Feb 2010
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
 |
 |
 |
|
|
|
|
|
|
Copyright © 2009 - punjabizm.com & kosey chanan sathh
|