|
 |
 |
 |
|
|
Home > Communities > Punjabi Poetry > Forum > messages |
|
|
|
|
|
|
|
Bas itni si haqiqat ko samjhna hoga
Gulab ko pana hai to kaanton se uljhna hoga
|
|
03 Nov 2011
|
|
|
|
Qasam un mast ankhon ki main wo lub-raiz-sagar hoon
Jo masti main chalak jaun, toh mehkhano ko lay dooboon ..
|
|
03 Nov 2011
|
|
|
|
Shaiwa-e-ishq jurat-e-guftaar ka paband hai lakin
Jo lafzon main bayan ho hum aisi mohabat nahi kerty
Shaiwa-e-ishq jurat-e-guftaar ka paband hai lakin
Jo lafzon main bayan ho hum aisi mohabat nahi kerty
|
|
03 Nov 2011
|
|
|
|
Meray ishq se mili hai, tery husan ko ye shohrat…
Tera zikar hi kahan tha,meri dastan se pehle….
Meray ishq se mili hai, tery husan ko ye shohrat…
Tera zikar hi kahan tha,meri dastan se pehle….
|
|
03 Nov 2011
|
|
|
|
Hum labon se keh na paye unse Hal-e-dil kabhi
Aur voh samjhe nahi yeh khamoshi kya cheez hai
|
|
03 Nov 2011
|
|
|
|
|
ਹਮ ਤਮਾਮ ਉਮਰ ਏਕ ਗਲਤੀ ਕਰਤੇ ਰਹੇ ਧੂਲ ਥੀ ਚੇਹਰੇ ਪੇ ਔਰ ਆਈਨਾ ਸਾਫ਼ ਕਰਤੇ ਰਹੇ....
" unknown "
|
|
03 Nov 2011
|
|
|
|
ਵਿਚੋ ਵਿਚ ਬਹੁਤ ਚਿਰ ਦਾ ਢੇਹ ਰਿਹਾ ਸੀ ਓਹ ਮਕਾਨ
ਲੋਕ ਕਹੰਦੇ ਨੇ ਹੁਣ ਕੇ ਬਾਰਸ਼ਾਂ ਚ ਢੇਹ ਗਿਆ
ਵਿਚੋ ਵਿਚ ਬਹੁਤ ਚਿਰ ਦਾ ਢੇਹ ਰਿਹਾ ਸੀ ਓਹ ਮਕਾਨ,
ਲੋਕ ਕਹੰਦੇ ਨੇ ਹੁਣ ਕੇ ਓਹ ਬਾਰਸ਼ਾਂ ਚ ਢੇਹ ਗਿਆ...
|
|
03 Nov 2011
|
|
|
|
Aey meray dil na paraishaan ho, tanha ho kar!
Woh teray saath chala kab tha, to bicharna kaisa
|
|
04 Nov 2011
|
|
|
|
Ab Yeh Aalam Hai K Tanhai Se Hum Tang Aa Kar
Khud Hi Darwazay Ki Zanjeer Hila Detay Hain…!!
Ab Yeh Aalam Hai K Tanhai Se Hum Tang Aa Kar
Khud Hi Darwazay Ki Zanjeer Hila Detay Hain…!!
|
|
04 Nov 2011
|
|
|
|
Khali hathoon ko kabhi gaur se dekha hai Faraz…..
kis tarah log lakeeron say nikal jaatay hain……. !
Khali hathoon ko kabhi gaur se dekha hai Faraz…..
kis tarah log lakeeron say nikal jaatay hain……. !
|
|
04 Nov 2011
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
 |
 |
 |
|
|
|
|
|
|
Copyright © 2009 - punjabizm.com & kosey chanan sathh
|